SI Joint Pain Ayurvedic Treatment Jaipur | Ayujivan Ayurveda
Kya aapko kabhi kamar ke bilkul neeche, ek taraf, hip ke paas ek teekha dard mehsoos hua hai jo baithne, uthne ya seedhiyan chadhne mein badh jata hai? Bahut logo ko lagta hai ye sciatica ya “slip disc” hai, lekin kayi baar asli wajah hoti hai SI joint dysfunction – yaani sacroiliac joint ka dard….
